poetry love poetry

Image result for images of love


Bara Shor Suntey Thay Pehlu Mein Dil Ka
Jo Cheera Tu Ik Qatra Khoon Na Nikla
Ab K Barish Mein Tu Ye Kar-e Zyan Hona Hi Tha
Apni Kachi Bastion Ko Be-Nishan Hona Hi Tha
Aane Wale Kisi Tofan Ka Rona Ro Kar
Na Khuda Ne Mujhe Sahal Pe Dobona Chaha
Aashiqui Mein Bohat Zrori Hai
Bewafi Kabhi Kabhi Karna

Bohat Tha Khof Jis Ka Phir Wohi Qissa Nikal Aya
Mere Dukh Se Kisi Awaz Ka Rishta Nikal Aya

Aaj Bhi Shayad Koi Phoolon Ka Tuhfa Bhej De
Titliyan Mandla Rahi Hai Kanch Ke Guldan Par

Log Pathar Ke Buton Ko Poj Kar Bi Masoom Rahe Faraz
Ham Ne Ik Insan Ko Chaha Aur Gunehgar Ho Gaye
Apne Liye Tajweez Ki Shamsheer Barhana
Aur Us Ke Liye Shaakh Se Ik Phool Utara

Aare Aya Na Koi Mushkil Mein
Mashwarey De Ke Hat Gaye Ahbab
Aasman Aur Zameen Ka Tafawat Har Chaand
Ae Sanam Dor Hi Se Chand Ka Sa Mukhra Dikhla
Is Shehr Mai Kitne Chehray Thay Kuch Yaad Nahi Sab Bhol Gaye
Ik Shakhs Kitabon Jesa Tha Wo Shakhs Zubani Yaad Hoa

Aey Mohabat Tere Anjaam Pe Rona Aya
Jane Kun Aaj Tere Naam Pe Rona Aya
Dhondo Ge Agar Mulkon Mulkon Milne Ken Ahi Nayab Hain Ham
Jo Yaad Na Aye Bhol Ke Phir Ae Ham Nafso Wo Khwab Hai Ham

No comments